Right Repair. Right Price. At Your Door. LED, LCD aur Smart TV repair: Wazirabad, Jagatpur, Saboli, Gokalpuri, Karawal Nagar aur aas-paas ke areas me.
Problem bataiye.
Technician ghar aata hai.
Kharabi aur kharcha pehle bataya jata hai.
Aapki manzoori ke baad repair.
TV repair in Wazirabad, Jagatpur, Saboli, Gokalpuri, Mee Nagar, Karawal Nagar, Mustafabad aur aas-paas ke areas. Poori list dekhein










Haan, doorstep TV repair service available hai. Pehle call ya WhatsApp karein, technician aapke ghar aayega.
Samsung, LG, Sony, Mi, Redmi, TCL, Vu, Philips, Panasonic, Haier, Onida, Kodak aur baaki sabhi major brands.
Wazirabad, Jagatpur, Saboli, Gokalpuri, Mee Nagar, Karawal Nagar, Mustafabad, Shiv Vihar aur aas-paas ke areas me. Poori list Areas page par hai.
Agar awaaz aa rahi hai par screen kaali hai, to backlight ya power board kharab ho sakta hai. Hamare technician se check karwayein.
Haan, Smart TV, Android TV, LCD aur LED TV ke hardware aur software dono issues theek kiye jaate hain.
Same day service available hai. Bade fault me TV dukaan par laana pad sakta hai, uska time kharabi par depend karta hai.
Visit / checking charge โน199 hai. Technician TV check karke repair shuru karne se pehle kharabi aur kharcha bata deta hai.
Haan, warranty kaam ke hisaab se milti hai. Technician repair ke time bata dega.
Roz subah 9 baje se raat 10 baje tak.
Nahi, hum independent repair service hain aur kisi brand ke authorised center nahi hain.
Call karein ya WhatsApp par apni TV ki problem aur area bhej dein. Hum aapko time bata denge.